Touba Karen


Question :
Mai ny musalsal 3 din ki namazen tark kr den aur phir us k bad Allah ta'ala ny mujhy hadayat ata farma di aur mai ny namaz shoru kr di aur koi namaz na chor di. albatta mazkorah 3 dino ki namazen zaror mery zeemay hain to kia mai in ki qaza doon ya umdan tark namaz ki namaz qaza nahi hai' rehnumai farmayen?

Answer :
App pr qaza lazim nahi hai. albatta yh lazim hai k sachi touba karen' namaz ka aihtamam karen' sunnato ki hifazat karen aur kasrat k sath nafil namazen ada karen. Allah ta'ala gunaho ko maaf farma deta hai.
Sheikh Ibn JibreenTags : touba, repent, namaz, pray, hadayat, guide
 
 

This question is on 169 page in Fatawa Islamiyah book.


Book Publisher Saudi Arab

http://www.dar-us-salam.com/
POBOX: 11416 Saudi Arab
Phone: 0096614043432
Email: riyadh@dar-us-salam.com
Book Publisher Pakistan

http://www.darussalampk.com/
36 Lower Mall, Lahore
Phone: 00924237324034 Email:info@darussalampk.com