Abrowun k baalon ko chota kerna


Question :
Ager abrowun k baal bohat ghany houn to kia orton sy mushabehat ya Allah Ta'ala ki banai huwi sorat mai tabdeeli k iradah k bagair hi inhen katrana jaiz hai?

Answer :
Meri rai mai in baalon ko chunna ya katerna ya katna jaiz nahi kyun k Allah Ta'ala ny inhen jamal-o-zeenat aur ankh ki hamayat-o-siyanet (hifazat) k liye paida farmaya hai. Mard ya orat ager in baalon ko zail kery to yh Allah Ta'ala ki banai huwi sorat badalny wali bat hai chunkey aisa akser orten kerti hain' is liye in per is ki waja sy hadis mai la'anat warid howi hai.
Shaikh ibn JibreenTags : abrowu, eyebrow, baal, hair, orat, woman
 
 

This question is on 255 page in Fatawa Islamiyah book.


Book Publisher Saudi Arab

http://www.dar-us-salam.com/
POBOX: 11416 Saudi Arab
Phone: 0096614043432
Email: riyadh@dar-us-salam.com
Book Publisher Pakistan

http://www.darussalampk.com/
36 Lower Mall, Lahore
Phone: 00924237324034 Email:info@darussalampk.com